Saturday, May 9, 2009

Hakeekat!!

A few lines composed by me ....

खडे हैं हकीकत-ऐ-आईने के सामने,
खुद से वाकिफ होने को आज.
अब्र अबरार को तरसता, दरिया रास्ता ढूंढती है.
शबनम सहर को चीखती तो बूँद समंदर- जुदा होती है आज.
करार-ऐ-ज़िन्दगी में इतनी बेकरारी क्यूँ?
सुकून-ऐ-मोहब्बत में यह तन्हाई कैसी है आज?
इन सबकी वजह पूछते हैं हम?
आईने से ख़ाक हटी तब नज़र आया है आज,
या मौला! ज़िन्दगी हमने यूँ ही गँवा दी थी.
बढ़ते रहे कदम जिस तरफ, वो तो हासिल-ऐ-मंजिल थी.
वक़्त कम है बहुत, जीना है फिर एक बार,
खुदा ताकत दे हमें, ख़्वाबों को हकीकत बनाना है आज.

11 comments:

  1. dua ya dil ki cheekhti khuaar
    uss hi aaine ki tarh ek hakikat aur ek fasana

    ReplyDelete
  2. Na thi yeh Dua aur na hi koi cheekhti Khuaar,
    Hakeekat-e-Aaina tootney ka tha yeh Khumaar!

    ReplyDelete
  3. aaiene ko tutne mat dena
    abhi tou voh hai ek hasseen khawab
    uuse hai hakeet hone ka intazaar

    ReplyDelete
  4. Aaina toh ab woh toot chuka, tukde hain kucch bachey huey,
    Dard nahi iss baat ka lekin, ismein chehrey mere kitney dikhe!

    ReplyDelete
  5. Kya Shruti Anonymous logo se Sher-o-Shayri kar rahi ho!!!!

    ReplyDelete
  6. Arz kiya hai Janaab ...

    Kyun poochein hum naam kisi ka, cheheron mein kya rakha hai?
    Jab Pehchaano ne saath chhoda,Anjaano ne hi sambhala hai .....

    ReplyDelete
  7. Waise kaun hai ye Anonymous.... dil sa aa gaya hai iske sher sunke...

    Dard se sarabor in Shero me mujhe meri Qainaat nazar aane lagi hai...

    ReplyDelete
  8. Har Chehre mein ek raaz sa dikhta hai...
    Alag hi sahi par andaaz sa dikhta hai..

    Khud ke in hazaar tukdon mein bhi jaise ek kahaani hai..
    Wo daur beet gaya mere dost par meera aaj bhi diwani hai..
    Par meera aaj bhi diwani hai..

    ReplyDelete
  9. Meera ki Deewangi ko humne aaj hai jaana,
    Uske be-intehaa Kanha Prem ko aaj hai pehchaana,

    Jab thi zinda toh piya usne sirf aur sirf zeher,
    Ae Dost! Intezaar karengey hum bhi apni maut ka, Shayad tab pehchaaney humein bhi yeh sheher ....

    ReplyDelete
  10. kahate hain uumeed par kayam hai duniya
    uun tute hoye tukduo ko haseena sambhal ke rakhana
    ek din sheesh mahal hoga tumhara apana

    ReplyDelete

The small town girl with big dreams (IWH Feature)

Glad to be featured on IWH - Indian Women in Hospitality , a platform for the Indian Women working in the Hospitality industry across the ...